People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Dulha Bhi Lajawab Hai
Music: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Video:
rab ne bhi khub jodi haye rab ne bhi khub jodi banayi hai janab
dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab
rab ne bhi khub jodi banayi hai janab
dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab
dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab
dulha hai lal peda dulhan hai ras malai
dulhe ne aise dekha dulhan ko sharm aayi
besharm chudyio se aati hai ye sadaye
na der kar o dulhe jaldi se tham bahe
dulha jo chale tan ke dulhan ki chudi khanke
dono ka milan hoga lagta hai aaj jamke
dulhan chunar ke piche sharmake chupti jaye
dulhe ki najar se wo lagta hai bachti jaye
hotho pe halka halka hotho pe halka halka
aane laga hai jam dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab
dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab

bago me bhi na hoga koi gulab aisa
dulhe ke aaj dekho aaya sabab kaisa
fute hai dil me laddu arman machal rahe
pyasi jawaniya hai tan man pighal rahe hai
kaisa hai hal mera yaro mai kya batau
mare khushi ke dekho pagal na mai ho jau
kajal se rang kala jake jara churalo
logo buri najar se mujhko jara bacha lo
puri hui tamanna puri hui tamanna sach ho gaye hai khwab
dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab
dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab
rab ne bhi khub jodi banayi hai janab
rab ne bhi khub jodi banayi hai janab
dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab
dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab
dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab
dulha bhi lazwab hai dulhan bhi lazwab
jai jai nath
Music: Sharang Dev
Lyricist: Gulzar
Album: Aastha
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aastha-In-The-Prison-Of-Sprin
he nath gani nath
jai jai nath jai naw nath, nath anath ke karif nag
jai jai nath jai naw nath, nath anath ke kanif nag
jal ke nath thal ke nath, nath anath ke kanif nag

nadi hai jayi jami ki nadi to bahne do
jai jai nath jai jai nath
nadi hai jayi jami ki nadi to bahne do
jami ko phulo ke pedo saksh kahne do
ho kahne do
jai jai nath jai naw nath, nath anath ke kanif nag
jal ke nath thal ke nath, nath anath ke kanif nag

pashu bano mai pakheru hawa me udte rahe
jai jai nath jai naw nath
pashu bano mai pakheru hawa me udte rahe
pahadi raste jakar gharo ko mudte rahe
mudte rahe
jai jai nath jai naw nath, nath anath ke kanif nag
jal ke nath thal ke nath, nath anath ke kanif nag

jami garajti rahe bijaliyo ki boli se
jai jai nath jai naw nath
jami garajti rahe bijaliyo ki boli se
bhara rahe ye gagan badlo ki holi se
o holi se
jai jai nath jai naw nath, nath anath ke kanif nag
jal ke nath thal ke nath, nath anath ke kanif nag

tumhara nyay hamesha jaha me jari rahe
jai jai nath jai naw nath
tumhara nyay hamesha jaha me jari rahe
sunhare kheto ki mati upaj se bhar irahe
ho upaj se bhari rahe
jai jai nath jai naw nath, nath anath ke kanif nag
jal ke nath thal ke nath, nath anath ke kanif nag

taraft jante rahe falo se ras tapke
jai jai nath jai naw nath
taraft jante rahe falo se ras tapke
jo is baras hai mere nath har baras barse
jai jai nath jai naw nath, nath anath ke kanif nag
jal ke nath thal ke nath, nath anath ke kanif nag
he nath kanif nag hey nath kanif nag
kanif nag